Posts

Showing posts from August 26, 2012

Har shama bujhi rafta rafta

Har shama bujhi rafta rafta, Har khwaab luta dheere dheere Shishaa na sahi pathar bhi na thaa dil, Tut gaya dhirey dhirey Barso main marasim bantay hai, Lamho main bhala kya tutainge Tu mujhse bicharna chahye toh, Deewar uthaa dhirey dhirey Ehsaas hua barbaadi ka jab, Saray ghar main dhool uddi Aayi hai hamaray ghar main, Pathjhad ki hawa dhirey dherey Dosti ke wo haath paraaye ho bhi gaye, Ab to duur ka rishta bhi nahi hai  Aati hai meri tanhayi main, Khushboo-e-Hina dheeray dheeray

Rules - By Men for Women to Follow

Rules - By Men for Women to Follow Atleast we men expect so Women, learn to work the toilet seat. You're a big girl. If it's up, put it down. We need it up, you need it down. You don't hear us complaining about you leaving it down. Birthdays, Valentines, and Anniversaries are not considered by us to be opportunities to see if we can find the perfect present again! Sometimes we are not thinking about you. Live with it. Sunday = sports. It's like the full moon or the changing of the tides. Let it be. Don't cut your hair. Ever. Long hair is always more attractive than short hair. One of the big reasons guys fear getting married is that married women always cut their hair, and by then you're stuck with her. Ask for what you want. Subtle hints do not work! Strong hints do not work! Obvious hints do not work! Just say it! We don't remember dates. . . .Period!! Most guys own three pairs of shoes - tops. What makes you think we'd be any go

Wo guftugu mein un dekha jaal rakhta tha

Wo guftugu mein un dekha jaal rakhta tha Wo shakhs lehja barha ba kamal rakhta tha Hansi labon pe dil mein malaal rakhta tha Ajeeb shakhs tha sheeshey mein baal rakhta tha Tera firaaq hamesha azaab e jaan tha magar Tera wisaal bhi mujh ko nidhaal rakhta tha Kissi ke chehra e pur noor ka jawab nahin Andheri raat mein sooraj nikaal rakhta tha Wo barson baad milla bhi to es tarah se milla Labon pe chup thi nazar mein sawaal rakhta tha Bulandion se gira hoon to ye maloom hooa Urooj apney hi ander zawaal rakhta tha Chamakney waali har ek cheez ko sona samjha Kuch es tarah ka wo zoq e jamaal rakhta tha Tera sunehri tassawur, tera sunehri khyaal Na janey kyoon meri aankhon ko laal rakhta tha Mera wehem dabota raha har baar mujhey Mera yaqeen hamesha uchaal rakhta tha...!!!

Shaam hotay hee woh chokhat par jala kar shamma

Shaam hotay hee woh chokhat par jala kar shamma Apni palkon pay kai khwab sajati ho gi Is nay silwa bhi liye hongay siyah rang k libaas Ab matam ki tarah Khushi wo manati ho gi Meray tareek zamanay say nikalnay wali Roshni tujh ko meri yaad dilate ho gi Dil ki masoom raggin khud he sulagti hon gi Jonhi tasveer ka kona woh jalati ho gi Roop day kar mujhay is mein shehzaday ka Bachon ko kahani woh sunati ho gi Sochta hoon k usay neend bhi aati ho gi Ya meri tarah ashq bahati ho gi Woh meri shakal mera naam bholanay wali Apni tasveer say kya aankh milati ho gi Is zameen par bhi hai selaab meray ashqon say Mere matam ki sada arsh hilati ho gi…...!!!!!!

Main tery sang kesy chaloon Sajna

Main tery sang kesy chaloon Sajna tou samandr hay,main Sahilon ki Hawa tou mera haath haathoon main ly ky chaly mehrbaani teri teri ahat se dil ka dareecha khuly main dewani teri tou ghubaar-e-safar,main khizaan ki sada tou samandr hay main sahilon ki hawa tou baharoon ki khushboo bhari shaam hy main sitara tera zindagi ki amant tera naam hy tou sahara mera mainy sari khudai main tujh ko chuna tou samandr hy main sahilon ki hawa teri manzil bany mera hr rasta.. tou samndr hy main sahilon ki hawa...

Eik Shamma Jali Rafta Rafta

Eik Shamma Jali Rafta Rafta Eik Khawab Loot Gaya Dheere Dheere Sheesha Na Sahi Pathar Bhi Na Tha Dil Toot Gaya Dheere Dheere Barson Main Marasim Bante Hain Lamhon Main Kya Tootain Gey Tu Mujh Say Bicharna Chahe To Deewaar Utha Dheere Dheere Woh Haath Paraye Ho Bhi Chooke Ab Door Ka Rishta Hai Akhtar Aati Hai Mere Veerane Main Khushboo-E-Hina Dheere Dheere

Kehty Hain Usy Shehr K Sub Log Maseeha

Kehty Hain Usy Shehr K Sub Log Maseeha, Wo Shakhs Mery Dard Se Anjaan Sa Q Hai? Be- adal He Hoti Rhi Yahan Pyar Ke Takseem, Is Mulk Me Pyar Ka Fukdaan Sa Q Hai? Izhaar K Bawajood B Wo Mujhko Muyasar Nhi To Phir, Seenay Me Us Se Pyar Ka Toofan Sa Q Hai? Jo Hum Se Koi Ta'alluk He Nhi Rakhna Chahta, Us Shakhs K Lout Aanay Ka Imkaan Sa Q Hai? Mitti Ka Bana Hai To Ghul Q Nhi Jata? Pathar Ka Agar Hai To Phir Insaan Sa Q Hai...?

A Never Ending Topic Men vs Women - 1

A Never Ending Topic Men vs Women - 1 Handwriting:  Men: To their credit, men do not decorate their penmanship. They just chicken-scratch.  Women: Women use scented, colored stationery and they dot the "i" with circles or hearts. Women use ridiculously large loops in the "b" and "g". It is a pain to read a note from a woman. Even when she's dumping you, she will put a smiley face at the end of the note.  Groceries:  Women: A woman makes a list of things she needs, then goes out to the store and buys those things.  Men: A man waits till the only items left in his fridge are half a lime and a beer. Then he goes grocery shopping. He buys everything that looks good. By the time a man reaches the checkout counter, his cart is packed tighter than the Clampett's car on Beverly Hillbillies. Of course, this will not stop him from going to the express lane.  Relationships:  Women: When a relationship ends, a woman

People throw stones at you

Image
This is what dada taught me to make out of the bloody stones, a beautiful bridge

Tere Pyaar Mein Rusva Hona Kitna Acha Lagta Hai

Tere Pyaar Mein Rusva Hona Kitna Acha Lagta Hai, Qadam Qadam Par Thokar Khana Kitna Acha Lagta Hai Roo Leta Hoon Hans Leta Hoon Tere Aane Jane Par, Tera ghar Mein Aana Jana Kitna Acha Lagta Hai Main Apna Fasaana Khud Hi Kehta Sunta Rehta Hoon, Achi Yaadon Ko Duhrana Kitna Acha Lagta Hai Tere Hi Raste Par Chalna Teri Hi Manzil Ko Jana, Tera Hi Har Dam Gun gana Kitna Acha Lagta Hai Jin Chashmon Ka Paani Dil Duniya Seerab Kare, Un Chashmon Ka Paani Peena Kitna Acha Lagta Hai Sab Logon Ki Batein Sun na Aur Chup Rehna, Us kai Khatir Har Dukh Sehna Kitna Acha Lagta Hai Yun To Duniya Mein Sab Batein Hoti Rehti Hain Lekin Kuch Batoon Ka Hona Kitna Acha Lagta Hai

The Story Continues -- Bindh ki Bindhni...

In continuation of the running storyline  wherein the gal has been waiting waiting and waiting for the wait does seem to end and yet as he went off to Rajasthan and yet again without telling the gal, for she waited yet as ever patient and preaching the level of patience to others and got no result for she waited, she waited and waited for no response yet came her way. The sun rose and then dawned and the moon rose and the cycle continued, the clock raced for she waited for a never ending wait, said she that she called repeatedly for the phone to be off and the Rajasthani Folk Tunes to be played, yet again to say that the guy is not contactable, for she said that messages that she said perhaps a dozen messages that she sent were not even delivered till she waited fore her phone was snatched, yet the messages continued and they awaited delivery and showed status undelivered, but again her patience was amazing and her wait continued, but again she missed no chance to blush as she was r

Kaun Aayega Yahan Koi Na Aaya Hoga

Kaun Aayega Yahan Koi Na Aaya Hoga Meraa Darawaza Hawaon Ne Hilaayaa Hoga Dil-E-Naadan Na Dhadak, E Dil-E-Naadan Na Dhadak Koi Khat Leke Padosi Ke Ghar Aayaa Hogaa Gul Se Lipati Hui Titalii Ko Girakar Dekho Aandhiyon Tum Ne Drakhton Ko Giraaya Hogaa Parades Main Mat Yaad Karo Apana Makan Ab Ke Baarish Main Use Tod Giraya Hoga...

Tanhaiyon Ko Humsafar Kehta Raha Hoon Main

Tanhaiyon Ko Humsafar Kehta Raha Hoon Main. Khiyal-e-Yaar TujhKo Mautbar Kehta Raha Hoon Main, Karaya Shaam-e-Furaqat Ne Taruf Ek Naya Is Ka. Woh Ek Dariya K Jisko Chashm- e-Tar Kehta Raha Hoon Main, Wahaan Bhi Log Apni Kirchiyaan Cunte Nazar Aaye. Jahaan K Pathron Ko Be Zarar Kehta Raha Hoon Main, Nazar K Zawiye Tabdeel Kar Dete Hain Kuch Chehre. Woh Qatil Tha Jise Jaan-o-Jigar Kehta Raha Hoon Main, Sila Ab Aur Kiya Maango "Qateel" Apni Ebadat ka. Yehi Meri Jannat Jis Ko Ghar Kehta Raha Hoon Main.

Apni dhun mein rehta hoon

Apni dhun mein rehta hoon Mein bhi tere jesa hoon Oo pichli rut ke sathi Mein bhi tere jesa hoon Teri gali mein sara din Dukh ke kankar chunta hoon Mera diya jalaye kon Mein tera khali kamra hoon Tu jeevan ki bhari gali Mein jungle ka tanha rasta hoon Aati rut mujhe roye gi Jaati rut ka jhonka hoon

This is your Life

Image

Office People

Image
Office People

Sochti hoon ke mein ne...

Sochti hoon ke mein ne... kion chaha, kion itna eitebaar kiaa... tum ne chorr hi to jana thaa... ajab si baat hai... aankh band ho tumhen sochoon... har dil ki dharrkan ...tumhen mangey... is qadar pyar to nahen paao ge... is terah paas koi aaye bhi to... yaqeen hai mujh ko... dhoondhtey raho ge... lekin...kisey...kahan.. koi nahen hai ab to... jisko dhoondh paao.. jissey dil ka haal sunao... koi nahen hai... khud hi to torr diye tum ne... chahaton ke sab rishtey.. sab kassmen khud hi torr deen tumne... sochti hooon...ab to shayed aitebaar ker hi na paaoon.. jorr liya hai rishta.. is tanhaayee se .. jo pal pal ehsaas dilati hai... ke wo meri hai... haan ye tanhayee meri hai.... aur koi nahen kabhi nahen....!!!!

Har Haal Men Raha Jo Tera Asra Muje

Har Haal Men Raha Jo Tera Asra Muje Mayus Kar Saka Na Hajom-e-Bala muje Har NaghMe Ne Unhi Ki Talab Ka Dia Piyam Har Saaz Ne Sunai Unhi Ki Sada Muje Har Baat Men Unhe Khushi Ka Raha Khial Har Kaam Se Ghraz Ha Unhi Ki Raza Muje Rehta Hon Gharq Unke Taswor Main Roz-o-Shab Masti Ka Par Gia Hia Khch Aisa Maza Muje Us Ba-Nishan Se Milnay Ki Hasrat Hoi Omeed Aab-e-Baqa Se Barh Kar Hai Zehar-e-Fana Muje

Hua hai haal yeh barish ki meherbaani se

*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~* Hua hai haal yeh barish ki meherbaani se Zamee'n k zakham hare ho gaye hain paani se Dhale hain ashak shab e ghum barhi rawani se Abhi charagh jalaye hain humne paani se Na kaam aayi meri jurrat e lab-e-izhaar Woh badgumaa'n hi hua aur khushbayani se Main chahta hu'n tumhara bharam rahe qayam Nikaal do mere kirdaar ko kahani se Mujhe bhi chehra shinasi ka agaya hai hunar Mila kamaal ye dushman ki meherbani se Kisi se kuch na kaha aur keh diya sab kuch Zuba'n ka kaam liya maine be zubaani se Abhi zamee'n se nahi rabta mera SIDDIQ Guzar raha hoo'n abhi daur-e-asmaani se *~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Women.........

Image
No offenses please

Guys Desk & Gals Desk

Image
Guys Desk & Gals Desk In an attempt to justify what my desk looks like and why.............

Kash Aisa Hua Hota..!!!

Kash Aisa Hua Hota..!!! Chaha Tha Maine Tujhe Be Intihaa  Tou Mera Bas Mera Hua Hota..!!! Abb Jo Hain Ansu Teri Masoom Aankhon mein Phir Na Hote Ye Tou Mera Bas Mera Hua Hota..!!! Nehin Acha Lagta Abb Mujh ko Tera Bickharna Toot Kar Tou Ghum Mein Rahe Ye Bi Bardashat Nehin Janta Hon Koi Nehin Hai Abb Tera  Tujhe Ahsas Hai Hai Kuch Tou Haraan Bi Apno Ke Raviye Se  Bhrosa Tha Tujhe Kitna, Kitna Tou Mazboot Thi Kese Kese Dekhe The Tune Khawab Magar Khawabon Ko Tootne Ka Waqt Na Laga Sochta Hon Teri Bheegi Palkon Pe Apna Naam Likha Hota  Kash Aisa Hua Hota...!!! Chaha Tha Tujhe Maine Be Intihaa  Tou Mera Bas Mera Hua Hota...!!!

Some I Love You Cards in my office bag put secretly!!!

Image
Some I Love You Cards in my office bag put secretly!!! These are some hand made paper cards that were put in my office bag by my elder daughter without telling me as I left my home town to come back to NCR, only today have I discovered them, and indeed they made my eyes wet, not only mine but that of my colleagues as well, and with the cards there was a pack of Nicorette for she wants me to quit smoking.... Kids now a days  Its been more than 10-12 days that since I have been back......

Tu Kahan Tha...

Jab Gam Meri Dhadkan Meri Baaton Se Bayan Tha,  Tu Kahan Tha... Jab Chaaron Taraf Dard Ke Dariya Ka Samaan Tha,  Tu Kahan Tha... Ab Aaya Hai Jab Dhal Gaye Hai Sabhi Mausam Mere Humdam,  Jab Tere Liye Mera Ehsaas Jawaan Tha,  Tu Kahan Tha... Ab Aaya Hai Jab Kaam Dikha Gaya Saawan Mere Saajan, Jab Chaar Soo Mere Liye Khushiyon Ka Samaan Tha, Tu Kahan Tha... * * * * *

Seven 7 Lovely Logics

Image
Seven 7 Lovely Logics Often heard and read but barely followed

I Love You

Image

Smelly Feet Test

Image
Smelly Feet Test Just a joke, dont be cruel to animals...

Test of Real Friend

Image
Test of Real Friend Lone's not responsible for what happened next!!!

Fifteen Bizzare but true stories

Fifteen Bizzare but true stories 1. Bees who pay their respects Margaret Bell, who kept bees in Leintwardine, about 7 miles from her home in Ludlow, Shropshire (England), died in June 1994. Soon after her funeral, mourners were amazed to see hundreds of bees settle on the corner of the street opposite the house where she had lived for 26 years. The bees stayed for an hour before buzzing off over the rooftops. The local press ran a photograph of the bees hanging on the wall in a cluster. 2. Phantom Car Crash On December 11, 2002, two motorists called police to report seeing a car veering off the A3 trunk road with headlights blazing at Burpham in Surrey. A thorough search uncovered a car concealed in dense undergrowth and the long-dead driver nearby. It turned out that the crash had actually happened five months earlier when the driver, Christopher Chandler, had been reported missing by his brother. 3. Enigmatic Earth Divot Am irregular shaped hole, about 10ft

I don't want to live..

I don't want to live..To waste another day Underneath the shadow of mistakes I made coz I feel like I'm breaking inside..I don't want to fall and say I lost it all coz..baby there's a part of me to hit the wall..Leaving pieces of me behind And I feel like I'm breaking inside..

Galat Jagah Muh Marne ka Nateeja

Image
Galat Jagah Muh Marne ka Nateeja Pictures express more sometimes....

Mera Mazi Meri Yadain Merey Adwaar Likhne Do

Mera Mazi Meri Yadain Merey Adwaar Likhne Do Is Zeest-E-Napaid K Kuch Auraaq Likhne Do Mujhe Us Hijir K Mausum K Kuch Asbaaq Likhne Do Guzre Hoe Kal K Kuch Lamhaat Likhne Do Jis Waqt Wo Mila Mujh Se Jis Waqt Bichar Gaya Wo Har Lamha Har Bosa Bebaak Likhne Do Mujhe Wehshat Si Hay Jin K Ta'aqub Se Ab Unhi Neeno K Anso'on Ka Ehwaal Likhne Do Jis K Aghaz-O-Inteha Sab Likhe Ja Chuke Ab Us Dastan-E-Ghum Ka Ikhtitam Likhne Do

kabhi kabhi yad main ubharte hain naqsh-e-mazi mite mite se

kabhi kabhi yad main ubharte hain naqsh-e-mazi mite mite se wo azmaish si dil-o-nazar ki, wo qurabaten si wo fasale se kabhi arzu k sehara main a k rukte hain qafile se wo sari baten lagaw ki si wo sare unwan wisal k se nigah-o-dil ko qarar kaisa nishat-o-gam main kami kahan ki wo jab mile hain to un se har bar ki hai ulfat naye sire se bahut giran hai ye aish-e-tanha kahin sabukatar kahin gawara wo dard-e-pinhan k sari duniya rafiq thi jiske waste se tumhin kaho rind-o-muhtasib main ho aj shab kaun farq aisa